Pakistanio k bachpan se hi sirf 2 shoq hotay hain. 1- Shortcut maarne ka or 2- jhoot bolne ka! Waise toh hum sachay Pakistani hain lekin kuch cheezein hain jin k baray main hum kisi or se toh kya khud se bhe sach nahi boltay. Jaisa k:

Is saal main sirf 18 saal ki howi hon
Mera koi BF/GF nahi hai
Salary? bus guzara hojata hai
Kal exam hain or meri toh bilkul tayyari nahi hai (And gets A grade)
Mere haaath ki Biryani sab ko pasand hai (Jab k sab kamal shaan masala ka hota hai)
Kaha se liya yeh jora? Khaadi ki sale se liya tha (chahe replica hi kiun na ho)
Mere koi male friends nahi hain
previous post