FHM Pakistan
FHM Roman

Pakistan ki youth Progress mai hai ya Regress mai?

Though it’s a really sensitive topic to discuss but one had to come up with it!
Hamari youth ko aj kay dour mai kafi ehmiat di jati hai. As they are the future of our country! But kia hamari youth waqai us rastay mai hai jo is mulk ki taraqi kay lye kuch karay? Seeing our young generation the way they are living their lives in universities, partying all day, na kisi ki sunna na kisi ki parwa karna makes me think twice over the topic. Because why not? Aren’t we supposed to be the responsible citizens and should play our part? Kia ya Jinnah ka wo Pakistan nae jis kay lye logon nay itni qurbaniyan di thi? Kia ya wo mulk nae jiskay pass nuclear power hai jo baqion bht say mulk kay pass nae. Kia hum us rastay mai hain jo india kay sath lar sakain? Jo dushman mulk kay sath muqabla karsakain? Jo is mulk ki hifazat kay lye kuch bhi karain? All I see is a BIG NO!
Ya koi achi baat tou nae hum sab apni life mai itna busy hogaye hain kay hamain is mulk ka koi hosh nae hai, hamain kuch nae hai kay agaay kia honay wala hai aur kia hoga aur kia hona chayee bas fiqar hai tou is baat ki kay hamaray lye kia cheez faida mand hai aur kia nae. It’s a thing to think ON! And we need to wake up and realize the reality!

Related posts

Ever thought what’s the opposite of Feminism?

FHM Pakistan

World’s ugliest woman speaks up against an upsetting meme

FHM Pakistan

Imran Khan has high hopes for his third time

Yumna Tirmizi