FHM Pakistan
Uncategorized

Samina Peerzada ka show dekh kar dil main khayal toh ata hoga “Akhir Kyunn??”

Memes ki baat ho or Pakistani peeche reh jayen, aisa toh ho nahi sakta. Phir chahe woh Momina Mustehsan ka dance ho, Aiman ki shaadi, Prime Minister Imran Khan ya phir Samina Peerzada.

Itna famous toh Samina Peerzada apne show “Rewind with Samina Peerzada” se nahi howi, jitna aam Pakistanio ne un per memes bana kar unko famous kardiya hai. Pakistanio ki faraghat ka andaza ap in memes se laga sakte hain. Or aisi faraghat ko bhe salam hai kyunke meme chahe kaisa bhe ho, hasne per majbooor zaroor kar deta hai jo kay ek talent hai! 

Related posts

Aamir Khan’s ‘Dangal’ wins best Asian Film Award in Australia

FHM Pakistan

Latest shoot of Saif Ali Khan and Kareena Kapoor Khan will give you the perfect Royal vibes

FHM Pakistan

Pakistani heartthrob Fawad Khan has been honored by Filmfare

Yumna Tirmizi