FHM Pakistan
Uncategorized

That feeling jab ammi kehti hain “Beta aaj iftari main Mehmaan arahe hain”

Kehte hain mehmaan Allah ki rehmat hote hain lekin kuch mehmaan rehmat nahi zehmat ban kar atay hain. Specially tab jab shaaadeeed garmi ho or roza bhe or apka bilkul mood nahi hota unke saath beth kar fazool baatein karne ka ya unke liye iftari banane ka or unko entertain karne ka.

Here are some thoughts we all have when we hear guests are coming over (specially Ramzan or Eid per)

Matlab khana bhe kha kar jayenge? Or Ifari bhe? 

Iftrai main rooh afza bhe banao or phir baad main chai bhe? 

Mera koi mood nahi hai. Boldongi main doston k saath iftari per jaa rahi hon

Abhi last week toh aye thay, phir agaye??

Ramzan main kon ata hai??

Koi aur kaam nahi hai inko? jab dekho ajatay hain

Ab khana bhe khayen ge or bartan mujhe dhone parenge

Matlab acha banne ki acting karni paregi?

Jaldi se chai pee kar jayen or I wish Fruit Chaaat or Pakorayyy chor jayen

Bachon k saath arahe hain?? ghar zoo ban jayega

Related posts

These celebrities are taking squad goals to another level

FHM Pakistan

The Harm of Body Shaming: Why Men Should Respect Women’s Bodies

FHM Pakistan

Pakistani Celebrities Men Just Got Sexier!

FHM Pakistan